Kabhi to sheher-e-sitam garran mein,
koi muhabbat shanas aaye.,
Woh jiski aankhon sy noor chalky,
Labon sy chahat ki baas aaye,
Chaly to khushion k shokh jazby,
Hamari aankhon mein mo'jzan thay.,
Mgar na poocho, keh wapsi k,
safar sy kitnay udas aay,
Hamary hathon mein,ik diya tha,
Hawa ny woh bhe bujha dia hy,
Hain kitnay yun badnaseeb hum bhe,
Humen ujaaly na raas aay,
Humari janib sy shehr walon mein,
yeh manaadi, kra'o Mohsin.,
Jisy talb ho, mata_e_gham ki,
woh hum faqeeron k paas aaye.
koi muhabbat shanas aaye.,
Woh jiski aankhon sy noor chalky,
Labon sy chahat ki baas aaye,
Chaly to khushion k shokh jazby,
Hamari aankhon mein mo'jzan thay.,
Mgar na poocho, keh wapsi k,
safar sy kitnay udas aay,
Hamary hathon mein,ik diya tha,
Hawa ny woh bhe bujha dia hy,
Hain kitnay yun badnaseeb hum bhe,
Humen ujaaly na raas aay,
Humari janib sy shehr walon mein,
yeh manaadi, kra'o Mohsin.,
Jisy talb ho, mata_e_gham ki,
woh hum faqeeron k paas aaye.