Showing posts with label Sad Hindi Poetry. Show all posts
Showing posts with label Sad Hindi Poetry. Show all posts

Sad Shayari with Sad Girl Imaes in Sad Mood for Her


Hai Yaqeen K Woh Bhula Nahi Ab Tak Humein,
Par Yeh Bhi Sach Hai K Ab Usy Meri Yaad Nahi Aati...!!!




Us Shakhs Sy Faqat Itna Sa Tqluq Hai Faraz, 
Woh Pareshan Ho To Mujhy Neend Nahi Aati...!!!




Shikway To Bohat Hain Magr Shikayat Nahi Kar Sakta,
Mery Honton Ko Ijazat Nahi Tery Khilaf Bolny Ki...!!!




Barbad Karny Kay Aor Bhi Rasty Thy Faraz,
Na Jany Usy Muhabbat Ka Hi Khayal Q Aya...!!!




Raston Ki Musafat To Mujhy Thaka Nahi Sakti,
Bas Tery Na Milny Ki Umeed Maar Deti Hai...!!!




Tu Mila To Ab Yeh Ghum Hai,
Piyar Ziyada Hai Zindagi Kam Hai...!!! 




Msin To Reh Loon Gi Tujh Sy Bichar Kar Tanha Bhi,
Bas Dil Ka Sochta Hun Yeh Dharkna Na Chor Dy...!!!




Be-gana Hum Ny To Nahi Kiya Ko Apny Suy,

Jis Ka Dil Bharta Geya Woh Mujhy Chorta Geya...!!!

Sad Love Shayari in Hindi Pictures for FB



Jany Q Itni Si Baat Pay Dharkan Ruk Si Gai,
Bas Zara Sa Tasawwar Hi To Kiya Tha Us K  Bagher Jeenay Ka...!!!





Bheegi Hui Sham Ki Ik Dehleez Par Beth Kar,
Hum Dil Kay Sulagny Ka Sabab Soch Rahy Hain...!!





Aaj Bohat Dukh Ho Raha Hai Hal-E-Zindagi Par Ghalib,
Kaash Hum Nay Hadd Main Reh Kar Muhabbat Ki Hoti...!!




Yaad Aaty Ho To Kuch Bhi Nahi Karny Dety,
Achy Logon Ki Yahi Baat Buri Lagti Hai...!!!




Lamhon Main Qaid Kar Dy Jo Sadiyon Ki Chahtein,
Hasrat Rahi Keh Apna Bhi Koi Aisa Talabgaar Ho...!!!




Kitni Dilkash Hai Us Ki Khamoshi Bhi,
Saari Batein Fazool Hon Jesy...!!!




Aik Hi Shakhs Pay Luta Dety Hain Jo Zindagi Sari,
Ab Aisy Log Kitabon Main Mila Karty Hain...!!!




Kitni Jaldi Door Chaly Jaty Hain Woh Log,
Jinhain Hum Zindagi Samjh Kar Kabhi Khona Nahi Chahty...!!!




Humara Khoon Bhi Shamil Hai Tazeen-E-Gulshan Main,

Humein Bhi Yaad Kar Lena Jab Gulshan  Main Bahaar Aaye...!!!