Showing posts with label mehroz. Show all posts
Showing posts with label mehroz. Show all posts

Bhoole Se Kabhi Le Jo Koi Naam Hamara,

Bhoole Se Kabhi Le Jo Koi Naam Hamara,
.
Mar Jaye Khushi Se Dil-E-Nakaam Hamara.
.
Le Jati Hai Us Simt Hamain Gardish-E-Dowraan,
.
Aye Dost Kharabat Se Kia Kaam Hamara.
.
Kar Lete Hain Takhleeq Koi Wajha-E-Aziyat,
.
Bhaata Nahi Khud Ham Ko B Aaram Hamara.
.
Aye Gardish-E-Doraan Ye Koi Soch Ki Rutt Hai,
.
Kambakht Abhi Daor Mein Hai Jaam Hamara.
.
Is Bar To Aya Tha Idhar Qasid-E-Jaan Khud,
.
Sar Kaar ko Pohncha Nahi Paigham Hamara.
.
Ponchai Hai Takleef Bohat Pehle Hi Tujh Ko,
.
Aye Reh Numa Hath Na Ab Thaam Hamara.. 

Iss Basti ke Ik koochey mein , Ik Inshah Naam ka Deewana.


Iss Basti ke Ik koochey mein ,
Ik Inshah Naam ka Deewana.

Ik naar pe jaan ko Har gaya ,

Mash'hoor hai uss ka afsaana.

Ab Tujh Say Kis Moonh Say Keh Dain 7 Samandar Paar Na Jaa…



Ab Tujh Say Kis Moonh Say Keh Dain 7
Samandar Paar Na Jaa…

Beech Ki Ik Deewaar Bhi Hum To Phaand Na



Paye, Dhaa Na Sakay

Bus Ik raat mulaqat ka huwa waada.

 Bus Ik raat mulaqat ka huwa waada.


Bus Ik raat mulaqat ka huwa waada.

Wo din aur aaj ka din neend phir nahin aayi.

Isi Gumaan Nay Kabhi lotnay Diya Nah Mujhay,

 Isi Gumaan Nay Kabhi lotnay Diya Nah Mujhay,


Isi Gumaan Nay Kabhi lotnay Diya Nah
Mujhay,

Nah Janay Usko Mera Intezar Ho Kah Nah
Ho

Jahan se chali thi waheen pe kharri hoon..


Jahan se chali thi waheen pe kharri hoon..
Mein teri mohabbat ki aesi gharri hoon..

Tere hath mein thi mohabbat ki gurriya..
Jahan pe rakha tha waheen pe parri hoon..

Tujhe bhool janey ka socha tha lekin..
Barri dair tak aaj khud se larri hoon..

Tere sang barish mein chhatri ke neechey..
Mujhe yoon laga jese mein bhi jharri hoon..

Teri zaat se mein bhi mansoob ho kar..
Atoot ang hoon zindagi ki karri hoon..

Mera bachpana pan hai mohabbat mein
shamil..
Mohabbat mein qadd se zeyada barri



hoon..

Main Hi Kehta Hon Har Bar Main Hon Tera..

Koi To Azab e Tanhai Se Bachane Aaye..
Humdard Bane Mera Mujhe Samjhane
Aaye..

Kitne Shab o Roz Main Tanha Guzarun
Logo..
Ab To Koi Galay Se Lagane Aaye..

Main Apni Her Sans Us Per Lota Don..
Jo Muje Umer Bhar Ko Apna Banane Aaye..

Her Imtihan Men Uter Jaun Ga Pura..
Chahe Tu So Baar Muje Aazmane Aaye..

Main Hi Kehta Hon Har Bar Main Hon Tera..
Kash Ab Ki Bar Wo Khud Ye Jatane Aaye..

Udaas dil ki udas batain samajhny wala koi to hota


Udaas dil ki udas batain
samajhny wala
koi to hota

K jis ki baton se dil smabhalta
k jis ki sangat me dil behelta
Jiski halki si ek jhalak b
hamary dukh ko smait deti
Falak se khushiyan undail deti
ya uski nazuk si muskurahat
Hamary din ki sabhi thakawt
ko dur krti

ya phir chamkti wo ankhain uski
Hamari hasti ka raaz hoti
hamary dukh ki kitaab hota
Jo hmko chahta
humko parhta
guzarty lamhon ki sakhtiyon me
Koi to nazuk mizaj hota
Koi to hota....

Wo Jis K Liye Ankhon Ko Laal Kar Daala.

Wo Jis K Liye Ankhon Ko Laal Kar Daala.

Usi Ne Chor Kar Mujhe Kamal Kar Daala..!

Woh Kaagaz Bhi Phuloon Ki Tarhaan, Ab Tak Mehekta Hai....... !

Woh Kaagaz Bhi Phuloon Ki Tarhaan, Ab Tak Mehekta Hai....... !

Jis Par Tum Ne Likha Tha, Mujhe Tum Se MOHABBAT Hai.......

Bachpan Ki Wo Ameeri Na Jaaney kahan Kho Gayi.

Bachpan Ki Wo Ameeri Na Jaaney kahan Kho Gayi.

Jab Paani Mai Humare Bhi Jahaz Chala karty They

Aaj Meri Aankh ne Phoolon k Janazay Dekhe.

Phool Dekhe The Janazon py Hamesha.

Aaj Meri Aankh ne Phoolon k Janazay Dekhe.

Deewangi Ho, Aqal Ho, Umeed Ho Kah Ya Aas,

Deewangi Ho, Aqal Ho, Umeed Ho Kah Ya Aas,

Apna Wohi Hai Waqt py Jo Kaam Aa Agya