Showing posts with label Romantic Urdu Shayari. Show all posts
Showing posts with label Romantic Urdu Shayari. Show all posts

Romantic Love Urdu Shayari Uska Hans Ke Nazrein Jhuka Lena


Uska Hans Ke Nazrain Jhuka Lena,




Saari Shartain Qabul Hon Jese...!!!

Romantic Urdu Shayari KHUDA Kare Saari Umar Mujhe Manzil Na Mile


KHUDA Kare Saari Umar Mujhe Manzil Na Mile,




Badi Mushkil Se Woh Raazi Hua Hai Saath Chalne Ko...!!!

Urdu Izhar Romantic Shayari Ghazal Nigah-e-Ishq Nay Jab Poocha Unke Dil Se


Nigah-e-ishq nay, jab poocha unke dil se
Kya tum bhi mujhe, itna hi chahtay ho,

To unkay chehray ki rangat
Ik sawaal kay kai jawaab ban gai,

Unkay jhukay nain, kai afsaane bayaan kar gaye
Unkay laraztay honth, mohabbat ki kahani ban gaya,

Muskurahat unki, beshumaar diyae, jalaa gayee
Aur Nazre Chuarna unka, Ranza ki kahaani sunaa gaya...!!!