Tu Agar Ishq Mein Nakaam Nahi Ho Sakta
Phir Zamane Mein Tera Naam Nahi Ho Sakta
Saare Ilzaam Mein Rakh Longa, Khud Apne Hi Sar
Tu Mere Shahar Mein Badnaam Nahi Ho Sakta
Roz Bikhron Bhi, Sameton Bhi Main Khud Ko Khud Mein
Ye Tamasha Bhi To Har Shaam Nahi Ho Sakta
Choom Leti Hai Ye Nazrein Tere Qadmon K Nishan
Is Se Barh Kar To Koi Daam Nahi Ho Sakta
Khuwab Aankhon Se Meri Noch Liye Hai Us Ne
Baat Ye Sach Hai, Ye Ilzaam Nahi Ho Sakta
Beech Raste Se Hi Kar Jaye Wo, Tanha Mujh Ko
Meri Chahat Ka Ye Anjaam Nahi Ho Sakta
Hai Mera Zarf, Tujhe Chup K Maaf Karta Hon
Ye Nazara Kya Sare-Aam Nahi Ho Sakta